Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa haaaa aaaa haaaa haaa haaa aaaa haaaa haaa aaaa haaa tip tip barsa paani tip tip barsa paani paani ne aag lagaayi aag lagi dil mein to dil ko teri yaad aayi teri yaad aayi to jal utha mera bheega badan ab tu hi bata o sajan main kya karooooonnnnn na na na na na na na naam tera mere labon par aaya tha hooooooo naam tera mere labon par aaya tha hoooo maine bahaane se tumhe bulaaya tha jhoom kar aa gaya saawan main kya karooooonnnnn tip tip barsa paani paani ne aag lagaayi aag lagi dil mein to dil ko teri yaad aayi teri yaad aayi to jal utha mera bheega badan ab tu hi bata o sajan main kya karooooonnnnn hey hey haaa haaa haaa haaa hey hey hey aaaaa haaaa aaaa haaaa aaaa haaaa haaa haaa aaaa haaaa haaa aaaa haaa doo doo doo doo doo doo doo dooba dariyaa mein khada main saahil par hoooooo dooba dariyaa mein khada main saahil par tu bijali ban kar giri mere dil par chali aisi ye paagal pawan main kya karooooonnnnn tip tip barsa paani paani ne aag lagaayi aag lagi
titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash neelen hai gagan mein taaron ke jo phool wohi meri manzil kaise jaaun bhool yahaan nahin bande naa koi riwaaz jaana hai wahaan mujhe baadlon ke paas titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash phool ne kahaa tera jaana hai bekaar kaun hai wahaan jo kare tera intezaar boli titli donon pankh pasaar wahaan pe milega mera rajkumar titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli ne poori jab kar li udaan nayi duniyaa mein huyi nayi pehchaan mila usse sapnon kaa rajkumar titli ko mil gaya manchaaha pyaar titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash
aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro main bhi to chalta hoon zara unse milta hoon jo ik baat dil mein hai unse kahun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro unke chehre ki ye narmiyaan unki zulfon ki ye badliyaan unki aankhon ke roshan diye unke honthon ki ye surkhiyaan unke chehre ki ye narmiyaan unki zulfon ki ye badliyaan unki aankhon ke roshan diye unke honthon ki ye surkhiyaan sab unke hain jalwe main chalne se pehle saanson mein aankhon mein khaabon mein yaadon mein aur iss dil mein unko chhupaa ke rakhun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro main bhi to chalta hoon zara unse milta hoon jo ik baat dil mein hai unse kahun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to
tod diya dil mera tune are bewafaa mujhko mere pyaar ka khoob ye badla diya maangun khushi ghum mile kehte hai duniyaa ise haaye main jaaun kahaan ab main pukaarun kise ye to bata de zara maine tera kya kiya tera kya kiyaaaa tod diya dil mera ghum ki ghataen uthi oooooo oooooo ooooooo saari ummeeden mittiiiii hoooo hoooo hooooo iss bhari duniyaa mein aaaa kyaa mera koi nahin kaisa ye tufaan uthaaaa jag mein andhera hua andhera huaaa tod diya dil mera aarzoo naaqam hai zindagi badnaam hai dil mera kehata hai ab kehta hai ab maut hi anjaam hai maut hi anjaam hai ghonth le apna gala aaj wo din aa gaya din aa gayaaaa tod diya dil mera tune are bewafaa mujhko mere pyaar ka khoob ye badla diya
toh phir aao mujhko sataao toh phir aao mujhko rulaao dil baadal bane aankhen behne lage aahein aise uthe jaise aandhi chale toh phir aao mujhko sataao toh phir aao mujhko rulaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao ho ho ho ghum le jaa tere jo bhi tune diye ya phir mujhko bataa in ko kaise sahen toh phir aao mujhko sataao toh phir aao mujhko rulaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao ho ho ho ab to iss manzar se mujhko chale jaana hai jin raahon pe mera yaar hai un raahon ko mujhe paana hai toh phir aao mujhko sataao toh phir aao mujhko rulaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao aa bhi jaao ho ho ho
tohar naam lai ke chhoda hai zamaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana sajan aa jaana haan sa sajan aa jaana karke bahaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana aaaa aaaa aaa oooo oooo oooo aaaa aaaa aaaa aaa kaah karoon kajre gajre bindiya ko kaah karoon kajre gajre bindiya ko door dharo chundri mundri kangna ko tod ke main darpan saanwariyaa phiroon khoyi khoyi si tod ke main darpan saanwariyaa phiroon khoyi khoyi si aaaa aaaa aaaa aaaa tanik na bhaye haa haa humen na bhaaye sajna se zyada tohar naam lai ke chhoda hai zamaana naam lai ke chhoda hai zamaana raam kasam dhak dhak dhak dhak hoye manwa raam kasam dhak dhak dhak dhak hoye manwa baat take tarse tarse naynanwa aao balam tumhri balaiyaan le lun jhoom jhoom ke aao balam tumhri balaiyaan le lun jhoom jhoom ke aaaa aaa aaaa aaaa zara dekhei do aaa haa humein dekhei do mukhda suhaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana naam lai ke chhoda hai zamaana aaaa aaaaa oooo oooo
oo oooo oooo ooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo oo ooo ooo oo oo oo oo oooo tohe sanwariya naahi khabariya tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi hum ho gaye pardesi tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi pardesi hum ho gaye pardesi naa jaane kaun sa apna anganaa kaun si atariyaa naa jaane kaun sa apna anganaa kaun si atariyaa apne hi gaanv ki galiyon mein bhoole phirte hain hum dagriyaa aao ghar apne humen chhod jaao aao ghar apne humen chhod jaao ke hum ho gaye pardesi pardesi hum ho gaye pardesi tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi hum ho gaye pardesi hoo hooooo hoo ooooo oooo lala la la la la la ye duniyaa laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani ye duniyaa laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani apna kya reh gaya tumhre naam kar di jab jindagani haaye sab apne humen bahot yaad aaye haaye sab apne humen bahot yaad aaye ke
ye jasn e muhabbat ho mubaaraq huzoor ko kaise chhupaun aaj khushi ke suroor ko itni khushi mili ke ye aansoon machal pade main khush hoon maaf kijiye mere kusoor ko tohfaa qubool hai humen sarkaar aapka tohfaa qubool hai humen sarkaar aapka le aaya phir wahin humen le aaya phir wahin humen lo pyaar aapka tohfaa qubool hai humen sarkaar aapka le aaya phir wahin humen le aaya phir wahin humen lo pyaar aapka tohfaa qubool hai humen sarkaar aapka tohfaa qubool hai humen anjaam haiiiiiiii anjaam haiiii anjaam hai ye pyaar ka ye pyaar ka silaa kya aap se shikaayaten kya aap se gila fariyaad kya sunegaa sunegaa fariyaad kya sunegaa ye darbaar aapka le aaya phir wahin humen le aaya phir wahin humen lo pyaar aapka tohfaa qubool hai humen sarkaar aapka tohfaa qubool hai humen aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa jee chaahta hai aapko jee bhar ke dekh len phir zindagi mein aap se mil paayen naa milen shaayad yahi ho
toofaan ki raat toofaan ki raat jismon mein shole dekhane ki raat jazbaaton mein khud ke jalne ki raat angaaron pe hain machalne ki raat ye hai muhabbat ki raat garmi lahoo ki na thandi pade saanson mein saansein pighalti rahen ye hai muhabbat ki raat hooooooo toofan ki raat parbat jaisa dil ye aaj bhadak uthega armaanon ka laava phootega madhoshi chhayegi har bandish tootegi mom ki jaise tan ye phighlega jismon mein shole dekhane ki raat jazbaaton mein khud ke jalne ki raat angaaron pe hain machalne ki raat ye hai muhabbat ki raat garmi lahoo ki na thandi pade saanson mein saansein pighalti rahen ye hai muhabbat ki raat hoooooo hungame ki shab hai tan mann mein ek tadap hai ki shabnam aag bani hai jaane kya rang laayegi ye raat josh mein ab ye jawaani hai na samjhegi na maanegi ye zaalim deewani hai aur uss pe hai qaatil si ye raat hai saare hi haathon ko aaj todne ki raat jo chahtaa hai dil ko kar guzarne ki ye raat hai zanjeeron ke toot kar bikharne ki ye raat
english mein kende booty shooty punjabi vich tooh english mein kende booty shooty punjabi vich tooh o mehfil taan sajdi te hilte dulte tooh gore gore naughty naughty round round toonh punjabiyan de tooh sharabiyan de tooh oh gore gore nikke nikke tere mere tooh repeat pe beat pe vajdi dholki everybody does it and you can do it too left right kare chain churaaye tooh district mein hullad machaaye tooh all the boys go crazy when i shake that tooh aashiqon ki linein lagwaye tooh haye raid padaye raaton mein punjabiyon ki tooh baraatiyon ki tooh baaz naa aaye drunkard sharabiyon di tooh sharabiyon di tooh oh red gulabi kurti mein hai kya gazab ki tooh haay kya gazab ki tooh everybody does it and you can do it too left right kare chain churaaye tooh district mein hullad machaaye tooh all the boys go crazy when i shake that tooh aashiqon ki linein lagwaye tooh aajkal di kudiyan di koi limit na ghodi chadh ke aayi vekho attitude ki maa kood kood ke fand fand ke entry mare
toone zindagi mein aake toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di toone pyaar yun nibhaake zindagi ho zindagi badal di toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di ab gawaara nahin koi aur bhi ho jo meri tarah yun tumpe mare chhuna to door hai ab na manjoor hai koi mere siwaa tera zikr bhi kare toone faasle mitaake toone faasle mitaake zindagi ho zindagi badal di toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di zindagi badal di teri taarif kar aayina bhi kare tod doon main use dil mera kahe tu hai mera junoon mere dil ka sukoon main deewaana hoon tera koi kuchh bhi kahe ye deewaangi badhake ye deewaangi badhake zindagi ho zindagi badal di toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di zindagi badal di zindagi badal di zindagi badal di
toot gaya dil ab kya gaaun toot gaya dil ab kya gaaun ek andhera chhaya hai bolo to kya kabhi kisi ne bolo to kya kabhi kisi ne toota saaz bajaaya hai toot gaya dil ashq nahin hain aankhon mein yeh moti hain armaanon ke yeh moti hain armaanon ke yaad kisi ki yaad kisi ki aai hai dard se dil bhar aaya hai bolo to kya kabhi kisi ne toota saaz bajaaya hai toot gaya dil kahaan wafa hai kahaan mohabbat dhokha hai sab dhokha hai dhokha hai sab dhokha hai na samjha dil na samjha dil haye na samjha kitna hi samjhaaya hai bolo to kya kabhi kisi ne toota saaz bajaaya hai toot gaya dil
toot gayi hai maaalaaaaa toot gayi hai maala moti bikhar chaleeee do din reh kar saath jaane kidhar chale toot gayi hai maala milan ki duniyaa chhod chale ye aaj birah mein sapneee milan ki duniyaa chhod chale ye aaj birah mein sapneee khoye khoye nainon mein hain ujde ujde sapneeee ujde ujde sapne yaad ki gathri liye jhukaaye nazar chaleeee do din reh kar saath jaane kidhar chale toot gayi hai maala ab to ye jag mein jeeyenge aansun peete peete ab to ye jag mein jeeyenge aansun peete peete jaisi inn pe beeti waisi aur kisi pe naa beeteeeee aur kisi pe naa beeteee koi mat poochho inhen ki ye kiss dagar chaleee do din reh kar saath jaane kidhar chale toot gayi hai maala moti bikhar chaleeee do din reh kar saath jaane kidhar chale
toot gayi toot gayi toot gayi meri man ki beena toot gayi toot gayi meri man ki beena toot gayi kaise sur ke saaj sajaaun kaise soye geet jagaaun toote taaron par kyaa gaaun toot gayi toot gayi toot gayi toot gayi meri man ki beena toot gayi aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaa madhur madhur sangeet sunaavo madhur madhur sangeet sunaavo gaao re gaao re gaao re gaao re madhur madhur sangeet sunaavo jhanan jhanan sur baje been ke jhanan jhanan sur baje been ke taar taar sang kare rang raliyaa madhur madhur sangeet sunaavo sur singaar ke saaj saje sur singaar ke saaj saje miradang chang ik sang baje sur singaar ke saaj saje miradang chang ik sang baje sur taal sang jhume ang ang chhide raag rang uthe sang sang tan mein tarang man mein umang anuraag jage aaaaaaaaaa madhur madhur sangeet sunaavo madhur madhur sangeet sunaavo jhanan jhanan sur baje been ke taar taar sang kare rang raliyaa madhur madhur sangeet sunaavo gaao re gaao re gaao reeeeee
toota hai naata meet ka toota hai naata meet ka pal ye jo mila humen preet ka pal ye jo mila humen preet ka toota hai naata meet ka donon dilon mein doori rahi asha ye meri adhoori rahi donon dilon mein doori rahi asha ye meri adhoori rahi sur kaamp raha mere geet ka sur kaamp raha mere geet ka pal ye jo mila humen preet ka pal ye jo mila humen preet ka toota hai naata meet ka badle mein hansi ke khona tha badle mein hansi ke khona tha barbaad humen hi hona tha barbaad humen hi hona tha anjaam tha unki reet ka anjaam tha unki reet ka pal ye jo mila humen preet ka pal ye jo mila humen preet ka toota hai naata meet ka toota hai naata meet kaa
toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne hum dhoondte hain unko jo milke nahin milte roothe hain na jaane kyun mehmaan wo mere dil ke mehmaan wo mere dil ke kya apni tamanna thi kya samane aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne laut aayi sada meri takara ke sitaron se ujadi huyi duniya ke sunsaan kinaron se sunsaan kinaron se par ab ye tadapna bhi kuch kaam na aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne
nigahen bhi mila karti hain dil bhi dil se milta hai magar ek chahne wala badi mushkil se milta hai ae ae ae ae ae toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na teri tamanna karta hoon main dil ka khajanna bharta hoon main raah akeli raah akeli darta hoon main koi lutera loote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na ghum hai kahin tu saath na chhode dil na dukhaye munh ko na mode aas dilakar aas na tode ban ke nasiba phoote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na dil ko tere behla sakta hoon chaand sitaare la sakta hoon ro sakta hoon gaa sakta hoon mujhse agar tu roothe na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na
tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun teri muhabbat meri jawaani teri muhabbat meri jawaani mil mil ke chhalkaaye masti hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal jhilmil hai aakaash ki basti hooo oooo aakaash ki basti tu hai chanda main hoon chakor manzil apni gagan ki aor tere paas main aaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun jhoom rahin hain mast umange jhoom rahin hain mast umange dil ko mila hai dil ka sahaara hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani koi naa jaane bhed humara hoooo oooo oooo bhed humara tu hai mere mann ka mor sun le mere dil ke chor jeevan tujh bin paaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa raani apne prabhu se poochhe kiss vidhi paaun tohe prabhu kahe tu mann ko paa le paa jaayega mohe tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tip Tip Barsa Paani Mohra (1994) 06:00 18641
 
Poster of Mohra (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Raveena Tandon
Duration : 06:00   Song Number : 18641   

Titli Udi Udd Jo Chali Suraj (1966) 03:44 14305
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:44   Song Number : 14305   

To Chalun Border (1997) 07:39 18668
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty
Duration : 07:39   Song Number : 18668   

Tod Diya Dil Mera Andaz (1949) 03:35 15110
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:35   Song Number : 15110   

Toh Phir Aao Awarapan (2007) 05:51 21318
 
Poster of Awarapan (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Mustafa Zahid
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Shriya Saran
Duration : 05:51   Song Number : 21318   

Tohar Naam Laike Chhoda Hai Zamana Aaya Toofan (1964) 04:44 17444
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:44   Song Number : 17444   

Tohe Sanwariya Milan (1967) 04:35 13742
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama, Sunil Dutt
Duration : 04:35   Song Number : 13742   

Tohfaa Qubool Hai Humen Ghungroo (1983) 08:10 15596
 
Poster of Ghungroo (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Prabha Thakur
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Smita Patil
Duration : 08:10   Song Number : 15596   

Toofaan Ki Raat Thakshak (1999) 06:06 14341
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Hema Sardesai
Duration : 06:06   Song Number : 14341   

Tooh Gori Tere Pyaar Mein (2013) 04:20 32940
 
Poster of Gori Tere Pyaar Mein (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Anvita Dutt
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Imran Khan, Kareena Kapoor
Duration : 04:20   Song Number : 32940   

Toone Zindagi Mein Aake (Male) Humraaz (2002) 05:14 18636
 
Poster of Humraaz (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Amisha Patel
Duration : 05:14   Song Number : 18636   

Toot Gaya Dil Ab Diwali Ki Raat (1956) 03:29 41027
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Pandit Phani
Music Director- 
Shehal Bhatkar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:29   Song Number : 41027   

Toot Gayi Hai Mala Harishchandra Taramati (1963) 03:28 13320
 
Poster of Harishchandra Taramati (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 13320   

Toot Gayi Meri Man Ki Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:34 14136
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:34   Song Number : 14136   

Toota Hai Naata Meet Ka Parineeta (1953) 03:27 16463
 
Poster of Parineeta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Arun Kumar Mukharji
Singer- 
Asit Baran
On Screen Actors- 
Asit Baran
Duration : 03:27   Song Number : 16463   

Toote Hue Khaabon Madhumati (1958) 03:19 13645
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 13645   

Toote Na Dil Toote Na Andaz (1949) 03:01 12679
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Dileep Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 12679   

Tootegi Naa Pyaar Ki Amber (1952) 03:23 12654
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12654   

Tora Mann Darpan Kaajal (1965) 03:36 21320
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21320   

Tora Mann Darpan (Version 2) Kaajal (1965) 06:27 213201
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 213201